vivo apex Specification 2020,vivo apex 28th February 2020

Sharing is caring!

vivo apex

China smartphone maker VIVO ne ek featurestic smartphone pesh kiya hai. ye Vivo Apex 2020 Concept smartphone hai. 2018 me bhi company ne concept ke taur par apex pesh kiya tha.

Is bar company ne ab tak ke inovative technology se lens ye smartphone so case kiya hai.is smartphone me In-Display selfi camera diya gya hai jo 16 MP ka hai. Display par kisi bhi tarah ke noutch nhi diya gya hai our nahi POP UP selfi camera hai.

VIVO Apex 2020 me ek bhi button nhi hai. khash bat ye hai ki isme 60 W fast wireless charging ka bhi support hai jo aam taur par kisi smartphone me dekhne ko nhi milata.

VIVO Apex 2020 me 6.45 inch ki full display di gai hai our ye 120 degree coured hai. yani side se sceen mudi hui jise pahale water fall display ke name se pesh kiya gaya tha.

Also Read:-Federal Bank Share Price Target 2022, 2023, 2025, 2030 भविष्य राकेश झुनझुनवाला

VIVO Apex Specifications

vivo apex

Vivo apex 2020 me company ne 5G support diya hai.is smartphone me Qualcomm snapdragon 865 processor diya gaya hai.isme aapko 12 GB RAM ke sath 256 GB ki internal storage milti hai. ye smartphone Android 10 par kam karta hai our black and white color me pesh kiya gaya hai.

vivo ne dawa kiya hai ki isme diya gaya 60 W wireless charging ke jariye sirf 20 min me 2,000 mah ki battery charge kar sakta hai.

Company ne kaha hai ki 16 MP ka moduals 6.2mm ka hai our ise pre scope design diya gaya hai.

vivo apex

camera moduals ka sturchare ginbl aisa hai our yaha 48 MP ka primary camera diya gya hai.company ne dawa kiya hai ki trandition opticale image stabilizing (OIS) ke mukable ye 200% behtar hoga.

Vivo apex 2020 me 5X-7.5X opticle zoom wala camera diya gaya hai. ginbl use karte hai to shayad video recording ke liye aap ise bina ginbl use kar sakte hai, kyuki stabilizing technology di gai hai .

Aapko bata de ki in dino wire wale charging bhi aam taur par etani speed se phone charge nhi karte hai.halaki company ne ye nhi bataya hai ki is smartphone me battery kitne MAH ki hogi.

Company ne bhale hi ek featurestic smartphone launch kar diya hai,lekin abhi na hi eski kimat ke bare me bataya gya hai our na hi eske bare me koi jankari hai. ye smartphone market me kab aaiga es bare me company ne kuch bhi nhi kaha hai.