Whatsapp group me ek member ki limit thi ki ek gruops me bas 100 members add ho sakte hai but ab usko badha diya gya hai.ab 256 log ek groups me add ho skte hai.aapko familay, dosto, and collage
dost, ka job wale dost ka ghar wale dost ka ek ek gruops hoga whatsaap ye bahut badhiya tarika hai.ek groups me sabka hal chal le sakte hai ye bhi bahut badhiya feature hai whatsapp ka .
Whatsapp version
Whatsapp messenger latest versions 2.20.13 Today udates latest versions 2020 kuch din pahle wale updates me ek new feature add hua tha jo bahut khub feature tha whatsapp privacy me ek option add
hua tha fringerprint lock bahut acha option aya tha fringerprint whatsapp unlock bahut use full tha jo ko abhi bhi chal hi raha hai. aisa nhi ki use nhi ho raha hai abhi bahut use ho raha hai. wo ek bahut acha security hai jo lock karega wahi open kar sakta hai other wise koi open nhi kar skata hai. bahut acha hai.
Whatsapp dark mode beta versoins
Whatsapp dark mode update aya hai jo ki filhal beta versoin user ke liye aya hai beta testing ache tarah se use full raha to satble me bhi bahut jaldi updates mil jaiga stable user ko bhi ye whatsapp dark mode
option. aapko yah bata deta de ki whatsapp dark mode feature beta version ke liye aya hai.ise active karne ke liye aapke phone me whatsapp ka beta version hona jruri hai.dark mode whatsapp beta ke v2.20.13 updated ke sath aya hai. agar aap bhi ek beta version users hai to uapdate ke sath yah feature
mil jaiga . halaki agar aap beta version user nhi hai and whatsapp par es feature ke ane ka wait nhi kar karte to yaha ham aapko uska bhi ek trick bata rhe hai.
Pahla trick hai ki aap whatsapp beta v2.20.13 APK kko internet se download kar ke use kar
skte hai.to aapp ek kam kare sidhe aap playstore open kare uske bad whatsapp messenger search kare bhi apko whatsapp pe click karna hai.whatsapp ka about open hoga uske bad aap just niche dekhenge to aapkoo beta version me join karne ke liye ek optoin hoga. beta karke hoga waha se aap join ho skte hai aap fir whatsapp beta versions users ho jainge.
Whatsapp payment
Duniya me sabse jada use kiya jane wala instent messaging app hai.’ Lekin india me whatsapp payment service banane ki rah par hai.whats app ne pahle hi india me iski starting ki hai,lekin te sirf limited testing
hai,1 million customers ke sath pichale sal feb me company ne payment service ki testing ki thi,lekin permission na milne ki wajah se ye shuru nhi kiya ja saka.
ab ek bar fir se whatsap ke payment service ko push mila hai and news hai ki company isi sal september me ise india me launch kar skti hai. ET ki report ke mutabik is sal mamle ki jankari rakhne wale do banks
ne kaha hai ki 5 months me whatsapp ki payment service india ke user ke liye mil sakta hai.
ET ne ek report me sutro ke hawale se batya hai ki whatsapp ne shayad payment deta india me hi store karne ko lekar policy par kam kar rhi hai lekin iske liye third party par kam kar rhi hai,lekin iske liye third
party edit ki jarurt ahai and yah agust tak time se le sakta hai.
abhi ke liye whatsapp payment india me limited user ke liye haiand iske liye company ne kuch banks ke sath partnership bhi ki haiisme ICICI bank, axis bank,state bank of india,and hdfc,jaise bank samil hai.